Welcome to this blog

The blog ICOBHALO's content is based on spirituality.

Friday, October 7, 2011

RAAM-BRAHUM:-

पाठकों अब  मैं  हिन्दी में ही लिखूंगा…  

RAAM ki paribhasha hai: Rametaa so RAAM , aur haan pretaa so PARAM hota hai. 

Jo Brahum ka ansh Rajsik-maayaa me rama hai vo Rajsik-Raam ya Maharaja-Brahmaa kehlaataa hai (english me G for Generator-Brahmaa)... 

aur jo Brahum ka ansh Satvik maayaa me rama hai usey Satvik-Raam ya Mahasatta-Vishnu kehte hain (english me O for Operator-Vishnu)...

 aur jo Brahum ka ansh Tamsik-maayaa me rama hai usse Mahatama-Shiv kehte hain (english me D for Destroyer-Shiv). 

Sanyukta roop me teeno Rameshvaron (Tri-Devo) ko english me GOD kehte hain.

 

Paathako... ab mai hindi me hee likhungaa kyonki meri english bhasha abhi itnee achhi nahee hai ki mai apni baat sapasht roop se keh sakoon. ... To maine kahaa tha ki agli post me mai RAAM-BRAHUM ke baarey me bataaungaa. RAAM ki paribhasha hai: Rametaa so RAAM , aur haan pretaa so PARAM hota hai. Jo Brahum ka ansh Rajsik-maayaa me rama hai vo Rajsik-Raam ya Maharaja-Brahmaa kehlaataa hai english me G for Generator-Brahmaa aur jo Brahum ka ansh Satvik maayaa me rama hai usse Satvik-Raam ya Mahasatta-Vishnu kehte hain english me O for Operator-Vishnu aur jo Brahum ka ansh Tamsik-maayaa me rama hai usse Mahatama-Shiv kehte hain english me D for Destroyerator-Shiv. Sanyukta roop me teeno Rameshvaron ko english me GOD kehte hain.

MOST RECENT PUBLISHED POST

* ऐसा कलियुग आया रे... Aisa KALIYUG aaya re !

_________________________________________________ ऐसा कलियुग आया रे, हाँ ऐसा कलिकाल छाया रे ।।।  (टेक)   नारी के पीछे  मन  लगे , गुरू...